Masaael E Sajdah E Sahw 04
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Masael E Sajdah E Sahw 🥀*
🇮🇳 04
سم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
*Faraiz E Namaz ki Tafseelaat*
1⃣. Takbir e Tahreema: Iska bayan Sharayet e namaz mein Guzar Chuka.
2⃣. Qayaam: Yani khada hona, Qayaam ki kam se kam hai k Had ye hath ko agar niche ki taraf Badhaye to Ghutnon tak na Pahunche, aur ye hai pura Qayaam k Seedha khada ho, ba-Sharte Uzr k koi na ho, Farz , witr, sunnat e fajr, juma 'aur eidain ki namazon mein qayaam farz hai, nafl namazein baith kar padhi ja sakti hai.
3⃣. Qira'at: Yani Farz 2 Rak'aton ki mein, Witr, Sunnat aur sab ki Nafl Rak'aton mein, aur Munfarid imam (tanha namaz Padhne wale) par Mutlaqan Qira'at Farz hai, yani Qur'an mein se kam az kam ki ek Chhoti ayat Miqdar Padhna.
📌 Mas'ala: Imam ke Pichhe Padhne Walon ko Kisi bhi mein namaz Qira'at Jaiz Nahin, surah Fatiha na na koi aur surah.
4⃣. Ruku ': Y'ani Ruku 'ke liye Itna Jhukna k hath Badhaye to Ghutnon tak Pahunch Jaye, ye Ruku' ki kam se kam aur hai pura Had Ruku 'ye hai k Peeth Seedhi de Bichha.
5⃣. Sajda: Y'ani Peshani ka tik Zameen par jana sajda Haqeeqat ki hai, aur ki ek Paun Ungli ka pet Zameen par Lagna sajda ke liye hai shart, Lihaza Haalat e sajda mein Donon Paun Zameen se Uthe Rahe na hui to namaz, sirf ungli ki nok zameen par lagana kaafi nahin hai, har rak'at ke donon sajde farz hain.
6⃣. Qa'dah e Akhirah: Y'ani namaz ki puri Karne Rak'atien sab ke B'ad Utni der Baithna k puri "Attahiyyaatu .... 'abduhu wa Rasooluhu" tak ja Paadhi sake.
7⃣. Khuruj e Bi-Sun'ihi: Y'ani Qa'dah e Akhirah ke B'ad salam Wagaira koi aisa karna F'el namaz jo ke ho Manafi, k agar us namaz kaam ko ke andar kiya Jata to namaz tut jati , magar khayal rahe salam ke alawa namaz ke manafi koi f'el bil-qasad paya gaya to farz ada ho gaya magar namaz wajib ul i'ada hogi, kyunki lafz "as-salam" kehna wajib hai.
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH
*🖊 Huzoor Ashraful Fuqaha Maddazillahul Aali*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें