Masaael E Sajdah E Sahw 18

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Masael E Sajdah E Sahw 🥀*



🇮🇳 18

بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

*Mareez bhi Takbir e Tahreema Khade Ho Kar Kahe*

📌 *Mas’ala :* Aisa mareez jo puri namaz khade ho kar nahin padh sakta lekin takbir e tahreema ke liye khada ho sakta hai, to uske liye zaruri hai ki takbir e tahreema khade ho kar kahe, phir baith kar namaz puri kare baghair aisi takleef ke jo na-qaabil e bardasht ho qayaam ka tark karna jaiz nahin, agar qayaam tark kar diya to namaz hogi hi nahin. (Sagheeri pg. 143)

Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH

*🖊 Huzoor Ashraful Fuqaha Maddazillahul Aali.*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

कुछ लोग थोड़ी ही दिन नमाज़ पढ़ते हैं और उनके माथे पर काला निशान बन जाता है कुछ इसे अच्छा कहते हैं तो कुछ लोग गलत बताते हैं सही मस्अला किया है* 07

नमाज़ में उंगलियाँ चटखाना कैसा है* 10

अगर कोई शख्स इमाम की बुराई करता है तो क्या उसी इमाम के पीछे उसकी नमाज़ हो जाएगी* 11