Masaael E Sajdah E Sahw 43
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀 Masael E Sajdah E Sahw 🥀*
🇮🇳 43
بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ
*Zam Surah Mein Bhul*
*Surah Milana Bhulgaya Sajdah Mein Ya Sajdah Ke Ba'ad Yaad aaya*
📌 *Masla :* 4 Rkt wali farz Namaz ki pehli 2 rakaton mein surah milana bhul gaya awr isi rakt ke sajdah me ya sajdah ke baad yaad aaya to baad wali rakaton mein iski qaza kare yani baad ki rakaton me Alhamd ke baad surah milana wajib hai agar ek me bhul gaya to teesri ya chowthi me padhe agar dono mein bhula hai to teesri awr chaowthi dono mein padhe awr agar maghrib ki pehli dono rakaton mein bhul gaya hai to teesri mein padhe awr ek rakt ki Qira'at jati rahi. in tamam mein suraton me Fateha ke saath surah padhega. agar Jahri namaz haito Fateha awr surah dono Buland awaz se padhega warna ahista awr aakhir me sajdah sahw karega agar baad wali rakaton mein jaan bujh kar Surah na milai to Namaz dobara padhe. (Shami P 665 J1, Bahaar E Shariat J3)
Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH
*🖊 Huzoor Ashraful Fuqaha Maddazillahul Aali*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें