Masaael E Sajdah E Sahw 68

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Masael E Sajdah E Sahw 🥀*



*🇮🇳 68*

بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

*Sajdah Tilawat Mein Sahw*

*_Namaz mein Sajdah Tilawat Fauran Wajib Hai_*

📌 *Masla :* Jisne namaz me aayat e sajdah tilawat ki isper fauran sajdah tilawat wajib hai. agar sajdah karne mein takheer karega to gunehgar hoga. takheer se muraad ye hai ke aayat e sajdah ke baad 3 choti aayaton ki miqdar padhle, agar isse kam padha to is takheer ka aitebar nahi khayal rahe jo aayat sajdah namaz mein padhi gaye iska sajdah namaz ya hurmat e namaz me hi ada hoga beroon namaz iski adaiyegi nahi hosakti agar namaz me qasdan sajdah nahi kia to gunehgar hoga. (Durre Muqta'ar J1 P 721)

Jaari...Hai...In...Shaa...ALLAH

*🖊 Huzoor Ashraful Fuqaha Maddazillahul Aali*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

कुछ लोग थोड़ी ही दिन नमाज़ पढ़ते हैं और उनके माथे पर काला निशान बन जाता है कुछ इसे अच्छा कहते हैं तो कुछ लोग गलत बताते हैं सही मस्अला किया है* 07

नमाज़ में उंगलियाँ चटखाना कैसा है* 10

अगर कोई शख्स इमाम की बुराई करता है तो क्या उसी इमाम के पीछे उसकी नमाज़ हो जाएगी* 11