Namaz Awr Hadeese Rasool

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴





           *🥀 Hanfi Nam'az Awr*
            *Hadeese Rasool 🥀*




Post # Final

بسم الله الرحمن الرحيم
الصــلوة والسلام عليك يا رسول الله ﷺ

♻ Ab Attahiyat Me Jo Shahadat Ki Ungli Se Hum Ishara Karte Hain Wo Sirf 1 Martaba Hai Ahlehuggis Bar Bar Ungli Se Ishara Karte Hai, Jo Galat Aur Hadees Ke Khilaf Hai.

✅ HADEEES: Hazrat Abdullah Bin Zubair Radiallahu Anhu Se Riwayat Hai Huzoor Sallallaho alaihi wassallam Apni Ungli Se Ishara Karte Aur Use Harkat Nahi Dete. {ABU DAWOOD, JILD-1, SAFAH-149... NISAI, JILD-1, SAFAH-187}

👉🏼 Ye Ho Gai Ahnaaf Ki Mukammal Namaz Hadees Se Sabit. (Alhamdullillah)

💖 Allah Kareem Imame Azam Abu Hanifa Noman Bin Sabit Radi'allahu Tala Anh Ki Qabr Par Noor O Nikhat Ki Barish Ata Farmaye Jinho Ne Is Ummat Pe Ahsane Azeem Farmay Ki Tamam Deeni Mamlat O Ibadaat Ko Theek Sunnate Nabawi Ke Mutabiq Ada Karna Sikhaya.

💠 Guzarish, Har Sunni Musalman Bhai Behen Ko Chahiye Ki Zaruriyare Deen Ko Apne Maslak Ke Ulma Se Sikhen. 

✔ Namaz Jab Sunnat Ke Mutabiq Hogi Tabhi Wo Qabool Hogi Is liye Hame Apni Namaz, Wazu, Gusl, Halal O Haram Ki Jankari Rakhna Farz Hai Is liye Apne Shaher Ke Sunni Aalim Se Apni Namaz Ki Islah Kare.

📌 Yaad Rakho Jo Ulma Ki Sohbat Me Nahi Baithte Wahi Log Wahabi/Deobandiyon Ke Makro Fareb Ka Shikar Hote Hain..."Tammat Bil Khair"

Baab Mukammal Hua Alhamdullillah .............

📚 Hanfi Nam'az Awr Hadeese Rasool
*📝 Mufti Sufi Muhammad Kaleem Hanfi Razvi Noori Sahab*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

कुछ लोग थोड़ी ही दिन नमाज़ पढ़ते हैं और उनके माथे पर काला निशान बन जाता है कुछ इसे अच्छा कहते हैं तो कुछ लोग गलत बताते हैं सही मस्अला किया है* 07

नमाज़ में उंगलियाँ चटखाना कैसा है* 10

अगर कोई शख्स इमाम की बुराई करता है तो क्या उसी इमाम के पीछे उसकी नमाज़ हो जाएगी* 11